Header Ads

Soft Black Lightroom Mobile Preset | Lightroom Presets 2020 | Best Lightroom Presets 2020

Soft Black Lightroom Mobile Preset

                     Soft Black Lightroom Preset 2020

Hello dosto aaj ki post mein batauga apko ak new lightroom preset ke bare mein. iss preset se aap apni photo ko bhaut achi tara se edit kar sakte hai.agar apko bhi photo edit karna pasand hai to is post main apko sab kuch shikne ko milge ki kaise lightroom mai photo edit karte hai.


Lightroom Preset
Lightroom Preset



Lightroom mai apko bhut sare option mil jate hai photo edit karne ke liye agar apka pass kio preset hai to aap usase bhee photo edit kar sakte hai. Aaj apko Soft Black preset ke bare main batauga ki ap apne photo mai Soft Black preset ko kaise add kar sakte hai. aur apni photo ko preset ki madad apni photo ko akdam professional tarike se edit kar sakte hai wo 5 min ke andar. es photo ko apne Instagram or facebook par upload bhi kar sakte hai.


Lightroom Preset
Lightroom Preset


Follow This Step :

1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.

2 - Lightroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.
sakte


3 - Apni photo ko lightroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.


4 - Soft Black Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.


Lightrooom photo edit karne ke liye apko ligthrrom  ki app ko open karna hoga. open karne ke bad apko All Photo par click karna hai aur apka pass photo gallery open ho jayege waha pe jo apne preset ko download kiya hai vahaan apko show karega. us preset wale photo ko click kare aur upar ki tarf apko 3dot najar aa rha hoga waha pe apko click karna hai aur fir apko niche Copy Setting ka option par click karna fir apke apne kuch option dhik rahe honge jo blank honge un blank option ko apne tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. sabhi blank option ko tik karne ka bad apko upar done par click karna hai or preset ko setting copy ho jayegi. abb aap kio bhi photo main is preset ko add kar sakte hai.



Photo edit karne ke liye apko dubara ligthroom ki app open karna hoga. fir apko niche Gallery ka option par click karna hoga jaise photo main dikhaya gya hai 

Gallery open hone ke bad apko ak photo le leni hai jis photo ko aap edit karna chahate hai, fir apko dubara All Photo par click karna hai or apka samne jo photo edit karni hai wo aa jayegi. abb apko upar 3dot par click karna hai aur niche apko Paste Settings par click karna hai, click karte hi photo main preset add ho jayegega aur photo ak dam  mast tarike se edit ho jayegi.               

                               DOWNLOAD PRESET

Dost is tarha se aap apni kio bhi photo main preset ko add kar sakte hai. ligthroom main apko photo edit karna mai 5 min ka time lagta hai. magar preset ki copy setting karne mai apko thoda time lag sakta hai, ak bar aap preset ki setting ko copy kar lijiye uska bad apko 5 sec v nhi lagega photo edit karne main.



Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.

Tags :


Soft Black Lightroom Mobile Preset, 2020 new preset

Moody Blue Preset Lightroom, Best Lightroom Pesets 2020, 

free lightroom presets mobile, photo editing tutorial lightroom




8 comments:

Powered by Blogger.