How To Use Lightroom Presets | Lightroom Tutorial New 2020
Best Lightroom Preset 2020
Lightroom Preset 2020
Hello dosto aaj ki post main batauga apko main ak lightroom ki best photo editing ke bare main agar aap is lightroom preset ko apni photo mein use karte hai to apki photo bhut kamal ki lagne wali hain.
aur apki photo mein akdam blue colour ka effect dekhne ko milega. jo apko mein aaj preset dene wala hu wo 2020 ka sabse best aur new preset hain. gar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.
4 - Lightroom Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar hai.
Lightroom Preset 2020
Photo Editing |
Hello dosto aaj ki post main batauga apko main ak lightroom ki best photo editing ke bare main agar aap is lightroom preset ko apni photo mein use karte hai to apki photo bhut kamal ki lagne wali hain.
aur apki photo mein akdam blue colour ka effect dekhne ko milega. jo apko mein aaj preset dene wala hu wo 2020 ka sabse best aur new preset hain. gar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.
Photo Editing |
Lightroom mein photo edit karne ke liye sabse pehele apko kuch photo click karni hogi jo photo out door ki hogi. jaise ki apne kabhi kio photo park mai click ki hogi ya kio or city mai click ki hogi. agar apki photo out door ki hogi to usmein preset jada acche se add hoga aur apki photo bahut acche se edit hogi. esliye photo ko aap stylish look mai click kare.
Follow This Step :
1 - Sabse pehele aap play store se Lightroom App ko download kar leejiye.
2 - Ligthroom app ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.
3 - Preset ko download karne ke liye niche download preset par click kar ke download kar sakte hain.

3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.
Ligthroom main photo edit karne ke liye apko ligthroom app ko open karna hoga. uska bad apko neeche ak (+) ka option dheek raha hoga us par click kare aur uska bad apko us preset ko select karna hai jo apne download kiya hai. us preset wale photo par click kare or niche add ke option par click kare. add karne ka bad ye preset chale jayega ALL Photo ke andar, fir apko all photo par click karna or us preset wale photo par click karna hai or uski setting copy karni hai, setting copy karne ke liye apko upar 3dot par click karna hai uska bad neeche apko copy setting par click karna hai uska bad apko side mai blank option par tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai.
fir apko upar tik par click karna hai.uska bad apko back arrow par click karna hai aur fir se apko (+) wala option par click karna hai or apni ak photo ko select kare or add par click kare. abb apko all photo par click karna hai or apni photo ko click kare. uska bad apko upar apko 3dot par click karna hai aur Paste Setting par click karna hai. Paste Setting par click karte hi photo main preset add ho jayega. is tarha se aap apni photo ko 5 sec ke andar edit kar sakte hain.
Download Preset
Dosto is tarha se aap apni kio bhi photo main preset ko add kar sakte hai. Lightroom mein apko photo edit karna mai 5 min ka time lagta hai. magar preset ki copy setting karne mai apko thoda time lag sakta hai, ak bar aap preset ki setting ko copy kar lijiye uska bad apko 5 sec v nhi lagega photo edit karne main.
Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.
Tags : Grey Lightroom Presets 2020,Top Lightroom Preset 2020, Yellow Tone Preset Lightroom 2020, Urban Photography Lightroom Presets, Moody Blue Preset Lightroom, Best Lightroom Pesets 2020, free lightroom presets mobile, photo editing tutorial lightroom
Lightroom Editing |

Post a Comment