Header Ads

Moody Red Preset Lightroom 2020 | Lightroom Presets 2020

Moody Red Preset Lightroom

                                   Lightroom Photo 
                       Editing tutorial        

Guys aaj ki post main batauga apko ak kamal ki Lightroom preset ke bare main. agar aap is preset ko use karenge to apki apko mai ak dam rad colour kar effact ana wala hai. aur photo ak dam kamal ki edit hone wali hai. aaj ke post main apko batauga ki aap is preset ko kaise use kar sakte hai or kaha se download kar sakte hai,sab kuch batauga is post main. aaj main apko jo preset ke bare main batauga uska naam Moody Red Lightroom Preset. agar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.


Lightroom Preset
Lightroom Preset
Ligthroom main photo edit karne ke liye sabse pehele apko apni kuch photo chiye hogi. jo aap photo edit karenge wo photo kisi khulee jagah mai kheenchee honi chahiye. aur photo ka backgroung ak dam green hona chahiye. ye sabhi photo ko aap kisi park mai ja kar click kar skate hai. main apko park mai photo click karne ke liye esliye bol rha hu jo ap photo edit karege use mai preset aache se add hoga aur apki photo ak dam acche se edit hogi.
agar ap kio v photo mai is preset ko use karege to photo ak dam red colour ki ho jayagi or apki photo edit v nahi hogi. fir apko comment kar karege ki preset kam nhi kar rha hai. esliya apko sabse pehele apni photo ko acchi jaga par click karna hain.


Lightroom Preset
Lightroom Preset
Follow This Step :

1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.

2 - Ligthroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.
sakte

3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.

4 - Moody Red Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.

Ligthroom main photo edit karne ke liye apko ligthroom app ko open karna hoga. uska bad apko neeche ak (+) ka option dheek raha hoga us par click kare aur uska bad apko us preset ko select karna hai jo apne download kiya hai. us preset wale photo par click kare or niche add ke option par click kare. add karne ka bad ye preset chale jayega ALL Photo ke andar, fir apko all photo par click karna or us preset wale photo par click karna hai or uski setting copy karni hai, setting copy karne ke liye apko upar 3dot par click karna hai uska bad neeche apko copy setting par click karna hai uska bad apko side mai blank option par tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. 




fir apko upar tik par click karna hai.uska bad apko back arrow par click karna hai aur fir se apko (+) wala option par click karna hai or apni ak photo ko select kare or add par click kare. abb apko all photo par click karna hai or apni photo ko click kare. uska bad apko upar apko 3dot par click karna hai aur Paste Setting par click karna hai. Paste Setting par click karte hi photo main preset add ho jayega. is tarha se aap apni photo ko 5 sec ke andar edit kar sakte hain.

                                                     Download Preset

Dosto is tarha se aap apni or photo ko bhi edit kar sakte hain. Matte Black preset ak bhut amazing preset hai jisase apki photo mai accha effect dekhane ko mialta hai. agar apko preset se related kio bhi problam ati to muje comments kar sakte hai.


Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.

Tags :

moody red ligthroom preset, Matte black preset lightroom, Moody Blue Preset LightroomBest Lightroom Pesets 2020, free lightroom presets mobile

3 comments:

Powered by Blogger.