Moody Blue Preset Lightroom | Best Lightroom Pesets 2020
Moody Blue Preset Lightroom 2020
Hello dosto aaj ki post main batauga apko ligthroom ke photo editing ka bare main. aaj ke post mai aap jaanenge ki ligthroom app main apni photo ko add kar ke usphoto main preset ko kaise add kar sakta hai. aj ki post main apko main ak best preset ke bare main batauga jis preset ka naam hai Moody Blue ligthroom preset. agar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna shik sakte hai.
Lightroom mai photo edit karne se pehele apko kuch photo click karni hogi. in photo ka background pura green hoga chiya kyuki green backgroung mai preset akdam acche se add hota hai or apki photo akdam professional tarike se edit hogi. aap khi par bhi ja kar apni photo ko click kar sakte hai agar apka ghar ke pass kio park hai to waha par ja kar ap kuch photo click kar kar sakte hai.
Follow This Step :
1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.
2 - Ligthroom app ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.
sakte
3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.
4 - Moody Blue Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar hai.
Ligthrooom photo edit karne ke liye apko ligthrrom ki app ko open karna hoga. open karne ke bad apko All Photo par click karna hai aur apka pass photo gallery open ho jayege waha pe jo apne preset ko download kiya hai waha apko show karega. us preset wale photo ko click kare aur upar ki tarf apko 3dot najar aa rha hoga waha pe apko click karna hai aur fir apko niche Copy Setting ka option par click karna fir apke apne kuch option dhik rahe honge jo blank honge un blank option ko apne tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. sabhi blank option ko tik karne ka bad apko upar done par click karna hai or preset ko setting copy ho jayegi. abb aap kio bhi photo main is preset ko add kar sakte hai.
Photo edit karne ke liye apko dubara ligthroom ki app open karna hoga. fir apko niche Gallery ka option par click karna hoga jaise photo main dikhaya gya hai
Gallery open hone ke bad apko ak photo le leni hai jis photo ko aap edit karna chahate hai, fir apko dubara All Photo par click karna hai or apka samne jo photo edit karni hai wo aa jayegi. abb apko upar 3dot par click karna hai aur niche apko Paste Settings par click karna hai, click karte hi photo main preset add ho jayegega aur photo ak dam mast tarike se edit ho jayegi.
Dost is tarha se aap apni kio bhi photo main preset ko add kar sakte hai. ligthroom main apko photo edit karna mai 5 min ka time lagta hai. magar preset ki copy setting karne mai apko thoda time lag sakta hai, ak bar aap preset ki setting ko copy kar lijiye uska bad apko 5 sec v nhi lagega photo edit karne main.
Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.
Tags :
Tags :
Moody Blue Preset Lightroom, Best Lightroom Pesets 2020,
free lightroom presets mobile, photo editing tutorial lightroom
Soopre Colors
ReplyDeleteNice bhai tq
ReplyDeleteKubcm
ReplyDelete