Header Ads

Matte Black Preset Lightroom | Best Lightroom Presets 2020

Matte Black Preset Lightroom 2020

Hello dosto aaj ki post main batauga apko ligthroom Preset ke photo editing ka bare main. aaj ke post mai aap jaanenge ki ligthroom app main apni photo ko add kar ke usphoto main preset ko kaise add kar sakta hai. aj ki post main apko 2020 ka ak best preset ke bare main batauga jis preset ka naam hai  Matte Black ligthroom preset. agar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.


Photo editing
Photo editing

Agar apko ligthrrom mai photo edit karna hai to sabse pehele aapko kuch photo chahiye
hogi. magar ye preset apke sab photo main kam karega agar apne apni photo ko apne room ke andar click kiya hai to usmain ye preset kam nhi karega, uske liye apko kahi bahar jana hoga aur waha pe apni photo ko click karna hoga. photo click karte samay ak bat ka dhayan dena hoga apko jo aap photo click karenge uske piche ka background green hoga chahiye kyuki agar apka background green hoga to apki photo main preset acha se kam karega. agar ap kisi bhi photo main preset add karege to usmain preset acche se add nhi hoga or apki photo akdam karab lagege aur fir aap bad main aap comment karge ki preset kam nhi kar rha hai. esliya photo ko achi jaga par click kare.



Photo editing
Photo editing


Follow This Step :

1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.


2 - Ligthroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.

sakte

3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.

4 - Matte Black Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.

Ligthroom main photo edit karne ke liye apko ligthroom app ko open karna hoga. uska bad apko neeche ak (+) ka option dheek raha hoga us par click kare aur uska bad apko us preset ko select karna hai jo apne download kiya hai. us preset wale photo par click kare or niche add ke option par click kare. add karne ka bad ye preset chale jayega ALL Photo ke andar, fir apko all photo par click karna or us preset wale photo par click karna hai or uski setting copy karni hai, setting copy karne ke liye apko upar 3dot par click karna hai uska bad neeche apko copy setting par click karna hai uska bad apko side mai blank option par tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. 


fir apko upar tik par click karna hai.uska bad apko back arrow par click karna hai aur fir se apko (+) wala option par click karna hai or apni ak photo ko select kare or add par click kare. abb apko all photo par click karna hai or apni photo ko click kare. uska bad apko upar apko 3dot par click karna hai aur Paste Setting par click karna hai. Paste Setting par click karte hi photo main preset add ho jayega. is tarha se aap apni photo ko 5 sec ke andar edit kar sakte hain.

                                           Download Preset

Dosto is tarha se aap apni or photo ko bhi edit kar sakte hain. Matte Black preset ak bhut amazing preset hai jisase apki photo mai accha effect dekhane ko mialta hai. agar apko preset se related kio bhi problam ati to muje comments kar sakte hai.


Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.

Tags :

Matte black preset lightroom, Moody Blue Preset LightroomBest Lightroom Pesets 2020, free lightroom presets mobile, photo editing tutorial lightroom, Aqua and Red Lightroom Presets



4 comments:

Powered by Blogger.