Header Ads

Yellow Tone Preset Lightroom 2020 | New Lightroom Presets 2020

Best yellow lightroom presets 2020

                                              Ligthroom Preset 2020

Hello dosto aaj ki post main batane wala hu apko ak kamaal ki Ligthroom Preset ke bare main. iss preset ka naam hai Yellow Tone Ligthroom Preset hai. ye 2020 ka new ligthroom preset hai. is preset ka use karne ka baad apki photo bahut amazing se dheekne wali hain. iss post main batauga apko kis tarha se aap is preset ko apni photo main add kar sakte hain. agar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.


 Lightroom Presets 2020
 Lightroom Presets 2020


Lightroom mai photo edit karne se pehele apko kuch photo click karni hogi. in photo ka background pura green hoga chiya kyuki green backgroung mai preset akdam acche se add hota hai or apki photo akdam professional tarike se edit hogi. aap khi par bhi ja kar apni photo ko click kar sakte hai agar apka ghar ke pass kio park hai to waha par ja kar ap kuch photo click kar kar sakte hai.


 Lightroom Presets 2020
 Lightroom Presets 2020


Follow This Step :


1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.

2 - Ligthroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.


3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.

4 - Urban Photography Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.

Ligthroom main photo edit karne ke liye apko ligthroom app ko open karna hoga. uska bad apko neeche ak (+) ka option dheek raha hoga us par click kare aur uska bad apko us preset ko select karna hai jo apne download kiya hai. us preset wale photo par click kare or niche add ke option par click kare. add karne ka bad ye preset chale jayega ALL Photo ke andar, fir apko all photo par click karna or us preset wale photo par click karna hai or uski setting copy karni hai, setting copy karne ke liye apko upar 3dot par click karna hai uska bad neeche apko copy setting par click karna hai uska bad apko side mai blank option par tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. 


fir apko upar tik par click karna hai.uska bad apko back arrow par click karna hai aur fir se apko (+) wala option par click karna hai or apni ak photo ko select kare or add par click kare. abb apko all photo par click karna hai or apni photo ko click kare. uska bad apko upar apko 3dot par click karna hai aur Paste Setting par click karna hai. Paste Setting par click karte hi photo main preset add ho jayega. is tarha se aap apni photo ko 5 sec ke andar edit kar sakte hain.

  
                                                  Download Preset

Dost is tarha se aap apni kio bhi photo main preset ko add kar sakte hai. ligthroom main apko photo edit karna mai 5 min ka time lagta hai. magar preset ki copy setting karne mai apko thoda time lag sakta hai, ak bar aap preset ki setting ko copy kar lijiye uska bad apko 5 sec v nhi lagega photo edit karne main.


Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.

Tags : 
Yellow Tone Preset Lightroom 2020, Urban Photography Lightroom Presets

free lightroom presets mobile, photo editing tutorial lightroom


1 comment:

Powered by Blogger.