Header Ads

Aqua And Red Lightroom Presets | Best Lightroom Presets 2020

Aqua And Rad Lightroom Preset 2020

Hello dosto aaj ki post mein batauga apko ak new ligthroom preset ke best preset ke bare mein. iss preset se aap apni photo ko bhaut achi tara se edit kar sakte hai.agar apko bhi photo edit karna pasand hai aur apni photo ko share karna bhi pasand karte hai. to ye preset apke liya best hai photo edit karne ke liye . to is post main apko sab kuch shikne ko milge ki kaise ligthroom mai photo edit karte hai.


ligthroom preset
ligthroom preset

Aaj ham apko batayege Aqua and Rad preset ke bare main aur apko ye bhi batayege ki ap Aqua and Rad preset ko apni photo main kaise add kar sakte hai. Aqua and Rad preset ko use karne ke liye sabse pehele apko ak green background wali photo click karni hogi. green background wali photo ap kisi park mai ja kar click kar sakte hai. jab bhi aap kisi preset ko use kare ye hamesa dayan rakahe ki jo apki photo ka background green ho.


photo editing
photo editing

Follow This Step :

1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.

2 - Ligthroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.

3 - Aqua and Rad Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.

4 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.

5 - Jo apne preset download kiya hoga wo apke ligthroom ke andar aa gyi hogi. apko upar 3dot par click karna hai aur apko niche Copy Setting par click karna hai. uske bad apko sabhi option par tik karna hai jo blank hai jaise apko neeche photo main dike raha hoga.
Copy Setting parne ke bad apko upar Done par click karna hai or apki preset ki Setting copy ho gyi hai.

6 - uske bad apko jis photo main preset add karna hai us photo ko ligthrrom ka andar add kare. photo add karne ke bad apko upar 3dot par click karna hai aur fir neeche apko Paste Setting par click karna hai or apke photo main preset add ho jayega.

7 - dosto iss tarah se aap kisi bhi photo main preset ko add kar sakte hai.

                                              Download Preset 

Dosto in sabhi  Step ko follow karna hai apko tabhi apki photo acche se edit hogi. 
agar apko bina preset ke photo edit karna chaahate to uske upar maine ak post likha hai aap us post par ja kar seekh sakate hai bina preset se photo edit kaise kar sakte hai.



Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.


 Tags :
Soft Black Lightroom Preset Aqua And Red Lightroom Presets, Best Lightroom Presets 2020, 
Matte Black Preset 2020, moody red preset 2020

55 comments:

  1. Bhii jab photo download kiya to aqua red aata he nahi orignal pic download ho gaya ku

    ReplyDelete
  2. App name to batao

    ReplyDelete
  3. Bhai presets download nhi hu raha

    ReplyDelete
  4. Mohitsingh6394100745@gmail.con

    ReplyDelete

Powered by Blogger.