Header Ads

Aqua And Orange Lightroom Preset 2020 | Best Lightroom Pesets 2020

Aqua And Orange Lightroom Preset

                               Lightroom Photo 
                                 Editing tutorial  

Lightroom Preset
Lightroom Preset

Hello dosto aa gaya hu apke liye ak best lightroom preset ko le kar aaj ka preset bahut amazing hai apke liye kyuki aaj main jo apko preset dene wala hu wo bhut amazing preset hai. agar aap us preset ko use karenge to apki photo bahut acche se edit hone wali hai. aaj ke preset ka naam Aqua And Orange Lightroom Preset. aaj is post main batauga apko kis tarha se aap Aqua And Orange Preset ko apne photo main add kar sakte ho. aur sath mai ye v batauga ki aap iss preset ko kaise download kar sakte hai. ye Lightroom Preset apki photo ko 1 click mai edit kar deta hai apko kuch karne ki jarurat nahi padti bas apki photo 1 click ke andar edit ho jati hai. agar apko sikna hai is preset ko kaise use karna hai apni photo main to jo mai step batauga use follow karna hoga apko tabhi aap apni photo main preset use karna seekh saktate hain.


Lightroom Preset
Lightroom Preset

Ligthroom main photo edit karne ke liye sabse pehele apko apni kuch photo chiye hogi. jo aap photo edit karenge wo photo kisi khulee jagah mai kheenchee honi chahiye. aur photo ka backgroung ak dam green hona chahiye. ye sabhi photo ko aap kisi park mai ja kar click kar skate hai. main apko park mai photo click karne ke liye esliye bol rha hu jo ap photo edit karege use mai preset aache se add hoga aur apki photo ak dam acche se edit hogi.
agar ap kio v photo mai is preset ko use karege to photo ak dam red colour ki ho jayagi or apki photo edit v nahi hogi. fir apko comment kar karege ki preset kam nhi kar rha hai. esliya apko sabse pehele apni photo ko acchi jaga par click karna hain.


Follow This Step :

1- Photo main preset use karne ke liye sabse pehele apko Ligthroom ko App ko download karna hoga.

2 - Ligthroom app  ko download karne ke bad apko apne gamil se Sign up karna hoga.
sakte

3 - Apni photo ko ligthroom ke andar add kare jis photo ko aap edit karna chate hai.


4 - Moody Red Preset ko download karne ke liye apko neeche downlaod ka option milega us par click kar se ap Preset ko Download kar  hai.

Ligthroom main photo edit karne ke liye apko ligthroom app ko open karna hoga. uska bad apko neeche ak (+) ka option dheek raha hoga us par click kare aur uska bad apko us preset ko select karna hai jo apne download kiya hai. us preset wale photo par click kare or niche add ke option par click kare. add karne ka bad ye preset chale jayega ALL Photo ke andar, fir apko all photo par click karna or us preset wale photo par click karna hai or uski setting copy karni hai, setting copy karne ke liye apko upar 3dot par click karna hai uska bad neeche apko copy setting par click karna hai uska bad apko side mai blank option par tik karna hai jaise niche photo main dikhaya gaya hai. 


fir apko upar tik par click karna hai.uska bad apko back arrow par click karna hai aur fir se apko (+) wala option par click karna hai or apni ak photo ko select kare or add par click kare. abb apko all photo par click karna hai or apni photo ko click kare. uska bad apko upar apko 3dot par click karna hai aur Paste Setting par click karna hai. Paste Setting par click karte hi photo main preset add ho jayega. is tarha se aap apni photo ko 5 sec ke andar edit kar sakte hain.


                      Download Preset

Dosto is tarha se aap apni or photo ko bhi edit kar sakte hain. Matte Black preset ak bhut amazing preset hai jisase apki photo mai accha effect dekhane ko mialta hai. agar apko preset se related kio bhi problam ati to muje comments kar sakte hai.




Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.


2 comments:

Powered by Blogger.